Mar 31, 2017

Tips for inviting prospect

Most Imp. Things while Inviting:


Don't use:
1.Join kiya hai ek business
Use:Apni job k sath kar raha hu.

2.Seminar me aana hai
Use:Function me aana hai

3.Never tell, logo ko chain me jodna hai,
Package sell/refer karna hai,

4.Samne wala bole wo to nahi hai chain member wala kaam.
Ans: bhai wo kya hota hai,mera to Govt. approved work hai,
tourim ka,commission ka kaam hai jabardast.

5.Samne wala bole kuch bata to sahi
Ans: bhai Govt. approved toruims based project hai,
phone pe nahi bata sakta,bada project hai,
mal k baat kart hai,fact to face.

Agar wo fir bhi puche kuch to bata,
Ans:fir bolo,bhai phone pr nhi bata sakta.

Agar aur force kare to aap rejection do,
Dekh bhai tu to serious lag nahi raha,
aur waise bhi mujhe to bus 2 serious log chahiye,
meri baat aur dosto se bhi chal rahi hai,
to jane de bhai,aur phone kaat do.

Note:aur ye aap tab hi kar sakte ho jab aapki list
badi hogi.

Always Remember:
1.Never invite ur guest in requesting mode.
2.Never invite ur guest in hurry tell him,
it will take 1.5 hours.
3.Try to meet him in his home/office before plan,
so that you can do follow up easily.
5.Do proper edification of upline ya jo bhi plan
dikha raha hai.
6.Never invite your guest without creating his need.
7.be excited and confident while calling/inviting.
8.Never invite ur gurest for same day at least take 1-2 days.

No comments:

Post a Comment

Well Chyawanprash

  वैसे च्यवनप्राश में प्रतिरक्षा और सहनशक्ति को बढ़ावा देने के लिए आवश्यक सभी लाभकारी गुण मौजूद हैं। इस शक्तिशाली और ऊर्जावान मिश्रण को तैया...