Dec 25, 2017

Brij Bhushan Sharma's Emerald Celebration 24 Dec 2018


 with my mentor Mr. Ajay Malik ji
 
My Celebration Video: Coming to Stage

 
My Celebration Video: My Experience sharing















Dec 12, 2017

Inviting objections and answers

Invite karte samay kuch baton ka dhyan rakhna hai,

1-Aap usko aise bulana hai jaise aap usko ek best opportunity dene ja rahe hai,
na ki ye soch k ki uske judne apko pair income aayega. always think u r giver not taker.
socho agar mujhe mere dost ne ye opportunity na di hoti to kya mai inte paise kama pata.


2- Invite karte time script ka use kare na ki apna dimag. ho sake to pahli 5 call apne upline
k samne kare.

3- ye na bole...Bhai maine abhi abhi join kiya hai. ye bole...Bhai apni job k sath kar raha hu.

4- ye na bole...chota sa tour/travel ka kaam hai; ye bole ...Bhai Jabardast tourism & e-commerce ka project hai.

5- Business na bol ke Project work ka use kare.

6- Seminar word ka use na kare,use Event or Function insted.

7- Upline word na use kare, bole senior ya business partner se meeting karwata hu.

8- Always do proper edification of your senior jo plan dene ja raha ho,never tell your
upline sir wo bahut bada aadmi hai wo jud gaya to maza aa jayega uske bade links hain.

9- Never show plan at prospect home/office, ask for near by Mac D/CCD/Haldiram etc.

10- Invite kar k prospect ko 2 time dena hai. example-bhai kal mil sakta hai ya parso?

11- Invite karte time agar kisi sawal k ans. na aa raha ho to call cut kar k apne
upline ko call karo aur answer leke,fir prospect ko call karo.

Some Calling ojections and their answer-

*Kaam kya hai kuch batao*
bhai project bada hai phone pe nahi bata sakta 2,
agar tu part time me 30-40 hazar apni job k sath
kamana chahta hai to mil, nahi to jane de.

*Paisa to nahi lagana hoga*
bhai tujhe meri haisiyat ka pata hai,
tu to mujh se bahut sahi hai bhai,
jis kam me mai paise laga sakta hu,
soch tu bhi laga sakta hai,aur wo to baad ka sawaal
hai pahle project dekh to sahi, agar pasand aaya
fir aage ki sochiyo.

*MLM to nahi hi, member to nahi banana*
bhai jaisa tu soch raha hai waisa kuch
bhi nahi hai,Govt. approved project hai,
It's a part of PM Modi ji Startup India.
serious hai to mil.

*kuch hint to de yar kaam ka*
Bhai project tourism me hai,
franchisee modal hai,
aur commission se paisa aata hai.
baki sab mil k bataunga.
serious hai to mil na to jane de.

--
Regards,
Brij Bhushan Sharma
Mobile: 9312794403

Dec 8, 2017

BTP 2 Dec’17 by Mr. Gaurav Mishra

Great Morning all Naswiz friends,

 

We had a great Basic training program at Neharu Youth Center, ITO Delhi. Thanks to Gaurav sir who took time for us even after having fever.

Training was superb he gave us idea about prospecting.

 

Audio recording of training is coming soon…






























--
Regards,
Brij Bhushan Sharma

Nov 26, 2017

Well Chyawanprash

  वैसे च्यवनप्राश में प्रतिरक्षा और सहनशक्ति को बढ़ावा देने के लिए आवश्यक सभी लाभकारी गुण मौजूद हैं। इस शक्तिशाली और ऊर्जावान मिश्रण को तैया...